Dear Sabbo,
Aaj ka din meri zindagi ke sabse khaas dino me se ek hai, kyunki aaj meri jaan ka birthday hai.
Main bas itna chahta hoon ki tum hamesha muskuraati raho. Tum meri khushi ho, meri dua ho aur meri duniya ka sabse khoobsurat hissa ho.
Har din tumse aur zyada pyaar hota hai.
Happy Birthday Meri Jaan. ❤️
Forever Yours,
Shaan